terminated1
Registered
- Oct 1, 2018
- 236
- 4
- 291
- 63
Firangi se muraad firangi hi liye gaye hain.yahan firangi say murad kya lii gayii hai?
USA ...Laughsyahan firangi say murad kya lii gayii hai?
Firangi se muraad firangi hi liye gaye hain.
Unke ajeeb kirdaar ka zikr kia gaya hai ke un mein boht achay log aur boht buray log bhi hain.jo mere naqis ilm aur mushahida hai, main yeh samjhe raha hon ess iqtabas say asal main firangiyon ke munafiqat ke taraf ishara hai? ke woh kiss tarah do rangii hotay hain.
note: *mushahida ghalat bhe ho sakta hai*
Bilkul is baat ke kayi matlab ho sakte hain aur kisi bhi rukh se dekha ja sakta hain kiyunke yeh tamaam baatein is tashreeh per fit bhet'ti hain.Aise tanzeemon ke pas e pardha kya haqaaiq hottay hain un say aap bhe waqif hongay, main bhe waqif hon balke sabhi waqif hottay hain.
Goya ke, Munafiqat ko achche lafuson ke chaap de kar aapne biyaan karne ke koshish kii jiss say baat ek achche pehraye say ho jaye.
jaisa ke Pakistan main hota rehta hai, NGOs ke naam par falahi kaam sath main ushe mulk ke secrets jannay aur wahan logon ke zehan saazi.
aur bhe degar kaam jo aap bhe ba khoubi jante hain aur samjhtay hain.
Yeh us novel ka naam hai jis se yeh lines li gayi hain. Mazeed pata to novel parh ker hi chale ga.Khatarnak Dhalwan bhe eshi ke taraf ishara hai?