Bazm-e-Umera Ahmed

Jao Jao

Devious & Demonic!
Oct 5, 2018
689
755
63
Bazm -e- Umera Ahmed
2838748bd5y0biq1t.gif


Capture-4.png

876427bp8a9ahe4k.gif

553542r9zhjqg26l.gif
553542r9zhjqg26l.gif
553542r9zhjqg26l.gif
553542r9zhjqg26l.gif


Umera Ahmed is one of the most widely-read and popular Urdu fiction novelist and screenplay writer of this era.
She completed her Masters in English Literature from Murray College, Sialkot.
Later she became an English language lecturer for the students of O and A levels at Army Public College, Sialkot.
However she left the job a few years back in order to devote her full attention to writing.
She began her writing career in 1998 at a quite young age. Her initial stories were published in monthly urdu digests and later came out in the form of books.
She has written about 16 books , comprising of complete novels and compilations of short stories.
However it was her novel "Peer-e-Kaamil (S.A.W)" which became her identity.


2597404p3cqe2rzib.jpg






------
This thread is solely dedicated to pay tribute to the legendary writer "Umera Ahmed"
Share her writings, excerpts, citations & avoid irrelevant images or content.
 
Last edited:
  • Like
Reactions: 3 people

Jao Jao

Devious & Demonic!
Oct 5, 2018
689
755
63
" Aurat har baazi dil se khelti hai mager kabhi kabar koi aesi baazi huti hai jisey wo demagh se khelti hai or us waqt kam az kam
us baazi men koi uske samne khara reh sakta hai, na usey chitt kersakta hai.
Aur wo baazi .. wo baazi Baqaa ki baazi huti hai "



-- Umera Ahmed ke novel "Maat hune tak" se iqtibas.
 
Last edited:
  • Like
Reactions: 1 person

Jao Jao

Devious & Demonic!
Oct 5, 2018
689
755
63
"Duniya may kuch log ap ki tarha kay hoty hain jo sari zindagi apnay galay may mazhab ka dhol daaly usay peettay rehty hain kyun ke unhay duniya ko apni namaazo'n say mutassir kerna hota hai mager jab baat aysaar, qurbani aur aala-zarfi ki aati hai to phir woh aap ki tarha ho jaty hain .. Jo aurato'n ko youn saza detay phirtay hain jesay inhay duniya per Khuda ne jazaa aur sazaa kay ikhtiyaar kay sath bheja hai .. "



-- Umera Ahmed ke novel "Lahasil " se iqtibas.
 
Last edited:
  • Like
Reactions: 2 people

Jao Jao

Devious & Demonic!
Oct 5, 2018
689
755
63
“Allah Ki Mohabbat Ke Siwa, Har Mohabbat Ko Zawal Hai.
Rab Ki Mohabbat Ke Elawa Duniya Ki Koi Mohabbat Sachi Nahi,
Aur Rab Asliyat Dekha Deta Hai. Har Rishte, Har Mohabbat Ki.
Phir Wo Sab Kuch Dekha Ker Adami Se Kehta Hai,
"Ab Bata Tera Mere Siwa Kon Hai?”



-- Umera Ahmed ke novel "Shehr-e-zaat" se iqtibas.
 
  • Like
Reactions: 2 people

Jao Jao

Devious & Demonic!
Oct 5, 2018
689
755
63
"Zindagi men humare saath chalne wala har shakhs isliye nahi huta ke hum thokar kha ker giren or humien sambhal ley, haath thaam ker, girne se pehle ya bazoo khench ker girne ke baad, baaz log zindagi ke is safar men humare saath sirf ye dekhne ke liye hute hen ke hum kab kahan or kaise girtey hen, lagnay wali thokar humare ghutnoun ko zakhmi kerti hai ya haathoun ko, khaak humare chehre ko ganda kerti hai ya kaproun ko "



-- Umera Ahmed ke novel "Thora sa aasmaan" se iqtibas.
 
  • Like
Reactions: 2 people

Hania

Annabelle
Nov 25, 2018
825
663
43
Pakistan
“Allah Ki Mohabbat Ke Siwa, Har Mohabbat Ko Zawal Hai.
Rab Ki Mohabbat Ke Elawa Duniya Ki Koi Mohabbat Sachi Nahi,
Aur Rab Asliyat Dekha Deta Hai. Har Rishte, Har Mohabbat Ki.
Phir Wo Sab Kuch Dekha Ker Adami Se Kehta Hai,
"Ab Bata Tera Mere Siwa Kon Hai?”



-- Umera Ahmed ke novel "Shehr-e-zaat" se iqtibas.

THIS !! :love:
 

Hania

Annabelle
Nov 25, 2018
825
663
43
Pakistan
“Duniya main Larkiyon sey ziadah koi Ahmaq nahi hota..
khush fahmi ka aghaaz aur ikhtatam hum par hi hota hai.
Sari umar hum mohabbat ki bay-saakhiyon ka intezaar karti rahti hain...
Takay Zindagi ki race shuroo karsakain..

Humain mard kay baray main yeh khush fehmi hoti hai ke
woh aayega..
Koi hum sey hamdardi karay tou humain khush fehmi honay lagti hai ...
Koi humari taareef kare to woh humain apni mutthi main Qaid nazar anay lagta hai...
Koi hamare saath waqt guzaray to humare hosh o hawas apne thikane par nahi rehte..

Hum main MATURITY tab aati hai jab humain REJECT kia jaata hai.”

-Amar Bail-
 
  • Like
Reactions: 1 person

Hania

Annabelle
Nov 25, 2018
825
663
43
Pakistan
Duniya aurat k maazi ko kabhi nahin bhoolti,
Duniya sirf mard k maazi ko bhoolti hai... !! :')


-La-Haasil-

 
  • Like
Reactions: 1 person

Hania

Annabelle
Nov 25, 2018
825
663
43
Pakistan

Zindagi nay ussay sikhaya tha kay zaahiri badsoorati khoaf khanay wali shay nahi hoti.

Yeh insaan kay andar ki badsoorati hoti hai jis say darna chahiye... :')

-Aks-
 

Jao Jao

Devious & Demonic!
Oct 5, 2018
689
755
63
Ishq insan ko kainat ke kisi dosre hissay mein ley jata hay. Insan Ishq majazi se Ishq Haqeeqi tak safar tab karta ha jab ishq Lahasil rehta hay ,jab insan jholi bhar bhar kar muhabbat karay or khali dil or hath laykar phirray.




Umera Ahmed ke novel “Diyar-e-dil” se Iqtibas.
 
  • Like
Reactions: 1 person

basilisk

Registered
Dec 14, 2018
422
711
43
"Zindagi men humare saath chalne wala har shakhs isliye nahi huta ke hum thokar kha ker giren or humien sambhal ley, haath thaam ker, girne se pehle ya bazoo khench ker girne ke baad, baaz log zindagi ke is safar men humare saath sirf ye dekhne ke liye hute hen ke hum kab kahan or kaise girtey hen, lagnay wali thokar humare ghutnoun ko zakhmi kerti hai ya haathoun ko, khaak humare chehre ko ganda kerti hai ya kaproun ko "



-- Umera Ahmed ke novel "Thora sa aasmaan" se iqtibas.

WAH. Unfortunate but TRUE. : (
 

Hania

Annabelle
Nov 25, 2018
825
663
43
Pakistan
Muhabbat aur izzat'e'nafs ka aapas main bara gehra ta'aluq hota hai....
Muhabaat sab se pehlay izzat'e'nafs ko khatam kar deti hai...!!
Ya banda muhabbat kar lay ya phir apni izzat.....
Haath ki muthi main ye dono cheezen ikathi nahin aa sakteen.....


-Amar Bail-
 
  • Like
Reactions: 1 person

KoN

IshQ-LaHasiL
Oct 14, 2018
826
636
93
Lahore
Muhabbat aur izzat'e'nafs ka aapas main bara gehra ta'aluq hota hai....
Muhabaat sab se pehlay izzat'e'nafs ko khatam kar deti hai...!!
Ya banda muhabbat kar lay ya phir apni izzat.....
Haath ki muthi main ye dono cheezen ikathi nahin aa sakteen.....


-Amar Bail-
Buht khoob kaha writer ny
 

Hania

Annabelle
Nov 25, 2018
825
663
43
Pakistan
Mard ki mardaangi, taaqat rakhnay k bawajood apni awaaz ko madham rakhnay main hai....
Aik aurat k saamnay gala phaarnay main nahin....
Wo aurat ko bhi aata hai...!!


-Aks-
 

Jao Jao

Devious & Demonic!
Oct 5, 2018
689
755
63
Mard ki mardaangi, taaqat rakhnay k bawajood apni awaaz ko madham rakhnay main hai....
Aik aurat k saamnay gala phaarnay main nahin....
Wo aurat ko bhi aata hai...!!


-Aks-

This speaks volumes.
 

Mix & Lcz

  • Pakistani #1 Chat Room - Its your Family chat Room -> Feel like Family.
  • Our community has been around for many years and pride ourselves on offering unbiased, critical discussion among people of all different backgrounds. We are working every day to make sure our community is one of the best.

Quick Navigation

User Menu